Monday, 22 July 2013

1 din hazrat Izrail (A.S)

1 din hazrat Izrail (A.S) se HUZOOR
(saw) ne
pucha Aey Izrail (A.S) tum jism se
rooh kaise
nikalte ho? Izrail (A.S): jab kisi barik
kapde ko kadak kaanto par daal kar khincha jae
to jitni
mushkil se wo tadapte he, us se bhi
zyada
taklif se main rooh nikalta hu.
HUZOOR (saw) ne rote hue farmaya k Izrail tum sari
jaano ki
taklif muje de do magar meri ummat
ki taklif
dur kar dena'.Aise pyare NABI (saw)
par behisab darood bheje aur is sms ku
ek bar
zarur send kare.Taki huzur (s.a.w) ke
ummati
ko ummati hone ka fakhr ho or aap
(saw) ki sunnato par amal kare.... Hazrat
Moosa [as] ne
allah se arzkiya ki aye allah bhut
achcha hota
ki 4 chize hoti aur 4 chize nahoti. 1
ZINDGI hoti mout na hoti.
2 Jnnat hoti dozak na hoti. 3 Doulat
hoti
garibi na hoti. 4. Seht hoti bimari na
hoti. Tab
Ghaib sy awaz ayi ae"Moosa"agr Mout na hoti
to MERA Didar na hota, agr Garibi na
hoti to
MERA Shukriya kaun ada krta,
agrDozak na
hoti to MERA Azaab se koun Drta, aur agr
Bimari na hoti to Mujhe yaad kaun
krta.
Jb Hzoor S.A.W.W k Visal ka wqt
qareeb aaya
to Aap S.A.W.W ne Hazrat Izrail (A.S) se pucha k
"Kya meri umat ko B mout k itni
taklef brdasht
krni padhegi"to farishte ne kaha "HA"
to Apki
Aankhmubarak se Aansu jaari ho gaye to
Allah ne farmaya"Ay MOHAMMAD
S.A.W.W Apki
ummat agr har namaz k foran baad
AYATUL-
KURSI padhegi tu mout k waqt uska 1 paon
dunya Me hoga or1 jannat Me "agr
tofiq hai to
Fwd krein AGR kisi 1 ne B amal kr lya
to Ap k
Liye SADQA-e-jariya hoga in sha allah

No comments:

Post a Comment