Kaminey Friends:
.
Main ghar late aaya tho Dad ne pucha:
"ab tak
tum
kahan the..??? .
. Maine Kaha: "Friend ke ghar pe tha.."
.
.
Dad ne mere hi saamne mere 10 friends ko
call kiya..
. .
4 ne kaha: "Haan Uncle, Yahin par tha.."
.
.
2 ne jaha: "Abhi just nikla hai.." . .
3 ne jaha: "Yahin hai Uncle, Padh raha
hai, Phone
du kya
.
. 1 ne to had hi kar di, .
.
Bola: "Haan Papa bolo kya hua"...!!
isiliye har ek frnd kamina nhi zaruri hota hai..!!
Hapy frdshp day...RT
No comments:
Post a Comment